Sunday 24 July 2011

tere pyar ne.. teri chaah ne.. mujhe ik sharabi bana diya..

ik chehre ki chahat hai iss dil ko
aankho mein nasha gham e shraab ka hai
ik haseena par fida hain meri nazrein
behka behka sa jiska shabaab sa hai
door to nahi they woh humse kabhi
faasla unse toh bas ik khwab ka hai
mehak aa rahi hai kahin door se wafa ki
nazuk ik phool jo  wafa ka
ghulab sa hai

No comments:

Post a Comment