Sunday 24 July 2011

DIL ne kaha bol h de...........................

Ke tumse mohhbat hai kitni . . .
Jane aaj aisa kya huwa ,
Ke dil ne kaha kah hi dalu . . .




Jab kitab ke panno ki safedi,
Tumhare chehre par chamakti hai . . . Dil ruk sa jata hai.
Jab husi ki ek thandi lahar ,
mere kano tak aati hai . . . Waqt thum sa jata hai.




“Jane aaj aisa kya huwa . . . Dil ne kaha kah hi dalu
Kitni Mohabbat Hai tumse . “

No comments:

Post a Comment